Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon
November 01, 2009
Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon, Meri Laaj Ko Nibhana
Mujhe Janata Hain Aqaa, Terey Naam Se Zamana
Ghameh Aashqee Se pehle Mujhe kaun janata Tha
Teri Yaad Ne Banadee Meri Zindagee Fasana
Mujhe iss ka gham naheen hai Kai badal gaya zamana
Meri zindagee hain tumse kaheen tum badal na jaana
Too manbaeh ataa hai ke pukaar utha zamana
Too karam nawaziyaan keen ke kara ka kya thikana
Chaukat pe aa gaya hoon sarkaar aaj sunn lo
Meri dukh bhari kahanee mera dukh bhara fasana
Terey naam se zahoori mujhe janatee hain dunya
Terah ho gaya hoon jab se merah ho gaya zamana
- Login to post comments

Recent comments
1 year 20 weeks ago
1 year 30 weeks ago
1 year 34 weeks ago
1 year 35 weeks ago
1 year 39 weeks ago
1 year 39 weeks ago
2 years 10 weeks ago
2 years 15 weeks ago
2 years 18 weeks ago
2 years 24 weeks ago