Tu Shamme Risalat Hai

By Shujahat

Thu Shamm-e Risalath hai - Alam Tera Parwana

Thu Shamm-e Risalath hai - Alam Tera Parwana
Aa dhil Men Tujehe Rakloon - Eh Jalawa Eh JaanAna

Bus Itna Karam Karna - Eh Chashme KareemAna
Jab Jaan Laboon Par Ho (Aqa) - Thum Samene A Jana

Khatthe hain Tere Darka - Pitthe hain Tere Darka
Paani Hai Tera Paani - Dhana Hai Tera Dhana

Duniya Men Mujhe Apna ... - Thum Ne tho Banaya hai...
Mahshar Men Bhi Kehdena (Aqa) - Yeh Hai Mera Deewana

Aa dhil Men Tujhe Rakloon - Eh Jalwa eh jaan ana

Pine Ko Tho Pilunga - Par Sharth Zara See hai...
Ajhmeer Ka Saaqi Ho - Baghdhad Ka MenKhana

Jee Chahtha hai thohfe men - Bhejunga Unhen Akke
Dharshan Ka Tho Dharshan ho - Nazrane ka Nazrana

Aa dhil Men Tujhe Rakloon - Eh Jalwa Eh jaanana

0
Your rating: None