Wah Kya Judo Karam Hai Shahe Batoha Tera
October 25, 2009
Wah Kya Judo Karam Hai Shahe Batoha Tera
Nahin Sunta Hi Nahin Maang Ne Wala Tera
Faiz Hai Ya Shahe Tasnim Nirala Tera
Aap Pyason Ke Tajassus Mein Hai Dariya Tera
Tere Qadmon Mein Jo Hain Ghair Ka Munh Kya Dekhein
Tere Hi Dar Pe Mare Bekason Tanha Tera
Ek Mayn Kya Mere Isiyan Ki Haqiqat Kya Hai
Mujh Se So Lakh Ko Kaafi Hai Ishara Tera
Tere Sadqey Mujhe Ik Bund Bohat Hai Teri
Jis Din Achchhon Ko Miley Jaam Chalak Ta Tera
(1 vote)
- Login to post comments

Recent comments
1 year 5 weeks ago
1 year 15 weeks ago
1 year 20 weeks ago
1 year 20 weeks ago
1 year 25 weeks ago
1 year 25 weeks ago
1 year 48 weeks ago
2 years 4 days ago
2 years 4 weeks ago
2 years 9 weeks ago